Sitam sehnay ki hadh hoti hai,
Pas na aane ki hadh hoti hai,
Ruth jane ki hadh hoti hai,
Aik sms to kar day zalim,
Kanjoosi ki bhi hadh hoti hai.
Jam karwa hai magar itna bhi nahi kay piya na jaye,
Zindigi main dard hai magar itna bhi nahi ke jiya na jaye,
Sms ka charge hai magar, Itna bhi nahi ki kia na jaye….
Ye sulgta hua Jism, Ye kap-kapate hue Honth,
Ye thar-tharatehua Badan, Ya lad-khadati hui Awaz,
Mujhe pehle hi paata tha ya Nishaaniya Malaria ki hi hai!
Aap kya jaano hum kitna yaad karte hain,
maano ya na maano har pal fariyaad karte hain,
Roz khat likhte hain CARTOON NETWORK ko,
aur aapko play karne ki maang karte hain.... waaaaahhhhhhhhh.
Majnu Ko Laila Ka Sms Nahi Aiya..
Majnu Ne 3 Din Se Khana Nahi Khaya..
Majnu Marne Wala Tha Laila Ke Pyar Mai..
Aur Laila Bethi Thi SmS Free Hone Ke Intezar Mai..
Do pal ki bhi khushi na mili to kya hua umr bhar
gam ke sahare ji lenge,
Kya hua jo hamari girlfriend nahi, hum aapki girlfriend ke sahare ji lenge.
Zindagi behaal hai,
Sur hai na taal hai,
Msg box bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hartal hai,
Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawaal hai.
Ek ladka ek ladki k saath baitha tha. 2nd day doosri ladki k
saath deha gaya. 3rd day koi aur ladki thi. 4th day kisi nayi ladki ke saath
tha
Moral: Ladkiyan badal jaati hain, ladke nahin badalte
|